Ask Mufti Tariq Masood | 338th Session - Masail Ka Hal

28/07/2025 41 min
Ask Mufti Tariq Masood | 338th Session - Masail Ka Hal

Listen "Ask Mufti Tariq Masood | 338th Session - Masail Ka Hal"

Episode Synopsis

(0:00) Intro(0:02) Namaz mein aurat haath dupattay ke andar rakhe ya bahar?(0:32) Cheel, kawwa tang kare — shikar jaiz hai?(1:53) Awwabeen kitni rakaat? Ishraq, Chasht, Awwabeen ka farq(3:07) Shohar maykay na jaane de to kya karein?(5:40) Quran ke saaye mein rukhsati — bid’ah ya sunnat?(6:54) Spot future trading halal ya haram?(8:08) Fiqh Abu Hanifa kis kitaab se seekhein?(11:20) La-ilmi mein talaq de di — talaq ho gayi?(14:00) Sajdon ki wajah se mathe ka nishan banta hai?(16:24) Pork aur chicken ek oven mein — khana jaiz?(18:37) Surah Fatiha ke baad ayat kitni honi chahiye?(20:12) Plumber mehnga maal supply kare — paisa halal?(22:37) Sajda mein dua Urdu mein ya Arabic?(23:32) Na-baligh imam ban sakta hai?(23:46) Zohar Asar ek saath parhna — job ya travel ke liye(28:42) Walid ne takhno se neeche paainche pehne — namaz?(29:10) Mard aur aurat ek saf mein namaz — jaiz?(29:28) Nazar ke janwar ki qeemat sadqa de sakte hain?(30:16) Virasat ka haq lene ke liye kya karein?(31:25) Sea trading halal hai ya haram?(31:58) Aulad rokna ya ovaries nikalwana — sharai ruling?(33:15) Fixed munafa wali online company — halal hai?(34:06) “Talaq de di hai” kehne se talaq hoti hai?(35:34) Dollar mein saving — jaiz hai?(36:36) India se Saudi tobacco le jaana (free ticket) — jaiz?(37:48) Bank ki processing fee — sharai jawab(38:42) Aulad ki kamai par walidain ka haq?(40:36) Chehre se til ya massa kaatna — jaiz hai?(40:44) Ghair-Muslim ko sadqa de sakte hain?(41:02) Na-laaiq aulad se jaidad chheen kar dena — jaiz? Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.