Listen "Ask Mufti Tariq Masood | 394th Session - Masail Ka Hal"
Episode Synopsis
(0:00) Intro(0:04) Mangni ke baad larki walon ki taraf se nikaah mein dair ho to?(1:30) Jhoot ya mazaaq mein ijab-o-qubool se nikaah ka hukam?(1:58) Hafiza maa, ghar ke kaamon ki wajah se Qur’an bhool jaye to?(3:06) Walid sahab ke ehkaam ki hadain kya hain?(5:05) KFC ka gosht haram hai?(6:43) Walida ke kamray mein sona?(7:07) Hazrat Ali (RA) ko “AS” kehna kaisa hai?(10:04) Maa ki shadeed bad-dua ka asar?(10:57) Love marriage mein maa ki rukawat ho to?(12:31) Bank ke qarz par diya gaya sood ada karna lazim hai?(13:13) Kheti-baari karte huay kapron par lagi mitti mein namaz ka hukam?(13:25) Hardware business mein wholesale/retail par zakaat ka hukam?(14:11) Zakaat ke paison ka hisaab kab se shuru hota hai?(14:33) Gold par zakaat kis tareeke se di jaye?(15:39) Hindu class fellow ki laayi hui mithai khana jaiz hai?(15:48) Aise jumlay par tajdeed-e-imaan zaruri hoti hai?(16:34) Aasmani kitaabon par imaan ka matlab kya hai?(17:32) McDonald’s mein haram/halal gosht ek hi oil mein fry ho to?(18:14) Doosri rakaat mein Surah Fatiha se pehle Bismillah parhna?(18:32) Riyadh mein haram chicken ka masla kya hai?(21:03) Namaz mein “Sami’Allahu liman hamidah” ke baad sahih alfaaz kya hain?(21:17) Doosri shadi ke liye pehli biwi se ijazat lena zaruri hai?(21:47) Qaza namazain parhne ka ye tareeqa theek hai?(22:11) Arab mein sunnaton ko jamaat ke sath parhna kaisa hai?(24:10) Esha ki zyada qaza namazon mein witr ka hukam?(27:02) Mangni ke baad is tareeqe se nikaah karna jaiz hai?(27:30) Virasat ka masla kya hai?(28:48) Qur’an parhne ka isaal-e-sawab kisko aur kitna milta hai?(29:30) Qur’an ka translation Arabic/Bengali mein — kya ye tilawat ke barabar hai?(30:30) Sajda-e-Tilawat ke hawale se hadith? Video recording mein sajda wajib hota hai?(31:26) Drop shipping ka sharai hukam kya hai?(33:26) Haiz se paak hone ke baad sehri aur ghusl ka masla?(34:14) Sotelay behan bhai ko zakaat dena jaiz hai?(34:34) Bemar biwi ko agar shohar roza chhorne ka kahe to?(35:49) Monetization ka aisa tareeqa halal hai ya haram?(36:56) Aise shakhs ko “Hafiz” kehna jo Qur’an bhool gaya ho?(37:23) Thakawat ya bemari ki wajah se sirf 8 taraweeh parhna jaiz hai? Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
ZARZA We are Zarza, the prestigious firm behind major projects in information technology.