Listen "Ask Mufti Tariq Masood | 375th Session - Masail Ka Hal"
Episode Synopsis
(0:00) Intro(0:03) Kisi rishtedar par jadu ka ilzam lagana kaisa hai?(1:19) Lady doctor ka mard mareezon ko check karna jaiz hai?(5:16) Khawateen ka joorra bandhna kaisa hai?(5:36) Nani ki behen ki beti se nikah karna?(6:10) La ilmi mein soodi muamla – plot ka contract kar liya, kya hukam hai?(7:19) Sahih, zaeef aur sareeh hadith mein kya farq hai?(10:23) Investment par fixed munafa lena jaiz hai?(11:14) Paisa laga kar cricket khelna kaisa hai?(12:33) Ab Allah Ta’ala koi mojza kyun nahi dikhata?(21:21) Kya bemari rehmat hoti hai?(24:06) Ghair Muslim (Hinduo) ke tehwaron mein shirkat karna kaisa hai?(25:07) Shohar biwi ko maikey mein raat theherne se mana kar sakta hai?(28:07) Rishtedaar ki kamai agar halal na ho to unse gift lena ya unke ghar theherna kaisa hai?(30:09) Dil mein talaq ka lafz kehne se talaq hoti hai?(30:36) Ramzan mein biryani ka hotel khula rakhna jaiz hai?(31:17) Naqli cheezon ki marketing – brand ki copy banana jaiz hai?(31:49) Mufti sb mazar par kyun gaye thay?(34:36) Oman mein Ibaziya firqay ka hukam – kya Ahl-e-Sunnat unki imamat mein namaz parh sakte hain? Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
ZARZA We are Zarza, the prestigious firm behind major projects in information technology.